Thursday, October 6, 2011

नज़्म

Reh jaaunga
duniya me akela jo mai kabhi

tab door
gagan ki chaaon me

ek ped ke neeche

behti huyi se mai
paigham bhejunga

tujhe paas bulaunga

phir saath baith kar
karenge dher si baaten

chaand ko haath me lekr
sitaare taankenge usme

samandar me chalayenge
khwabon ki kashtiyan

Phir jab shaam ho jaayegi
tum ghar chale jaana

yahan ki raaten
bhut pareshaan karti hai na tumhe..?

No comments:

Al Farabi on Societies

Al-Farabi was a famous philosopher from the Islamic philosophy tradition. On the question of why and how societies decline from the ideal, h...